|
Mohabbat bata dena…
|
Dil tod diya ab chitha bhi jala dena,
Kafan na ho to dupatta odha dena,
Koi puche rog kya tha toh nazar jukhakar,
“Mohabbat” bata dena… |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
|
|
Aaj unka naam aagaya
|
Labo pe aaj unka naam aagaya,
Pyase k haath jaise jaam aagaya,
Kadam to gira unki baahon mein jaakar,
Aaj hamara peena hi hamare kaam aagaya.
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aaj unke dar par sar jhukaye baithe hai
|
Jo aksar kaha karte the hume apni jaan,
Aaj unke dar par sar jhukaye baithe hai !
Kuch to saza de wo hame hamari wafaaon ka,
Jo aaj kisi aur se dil lagaye baithe hai !!
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aankhon mein jhaank kar dekhieya
|
Zubaan hai sirf ek zariya nahi,
Jo aap shabdon ko samajh payeinge ,
Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya,
Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayeinge. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aansu banaya hota
|
Kaash banane wale ne humko aansu banaya hota,
Aur mehboob ki aankho mein basaya hota,
Jab girte unki aankho se unki hi godh mein,
To marne ka maza kuch alag hi aaya hota. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aansu ki kismat
|
Honto ki juban yeh aansu kehte hai,
Jo chup rehte hai phir bhi behte hai,
Aur in aansu ki kismat to dekhiye,
Yeh unke liye behte hai jo in aankho mein rehte hai.
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aansu na hote ankhon mein
|
Jo aansu na hote ankhon mein,
To ankhen itni khobsurat na hoti,
Jo dard na hota dil mein,
To khushi ki kimat pata na hoti,
Jo bewfayee na ki hoti waqt ne,
To judai main jine ki aadat na hoti. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aap log sada haste rahe
|
Roshni se hame apne dil ko jalana pada,
Dard sahkar bhi hame muskurana pada,
Aap log sada haste rahe,
Is liye hame aasuwo ko chipana pada. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aapke khayalon se fursat nahi milti
|
Aapke khayalon se fursat nahi milti,
Hame ek pal ki raahat nahin milti,
Mil to jata hai sab kuch hame magar,
Aapki ek jhalak nahin milti. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aapki muskan hamari kamjori hai
|
Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aapko bhool jau
|
Aapko bhool jau umar guzarne ki baat hai,
Aap ko naa ho yakin yeh aur baat hai,
Jab tak rahegi saas tab tak rahonge yaad,
Yeh saas tut jaaye to aur baat hai…
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aapna chehera tak bhool chuka hu main!
|
Jab ashq tham jaate hai to has lete hain,
Shayaad ek arsee baad hasa hu main,
Jab bhi aaina dekha…khud ko aasuo main dekha,
Aapna chehera tak bhool chuka hu main!!!
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aasuwo ko chipana pada
|
Roshani se hame apne dil ko jalana pada,
Dard sahekar bhi hame muskurana pada,
Aap log sada haste rahe,
Iss liye hame aasuwo ko chhipana pada.
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Abhi se yaad karna chhod diya
|
Itna jaldi daaman chod diya,
Itna chaldi vaada tod diya,
Abhi to zindagi ka sansein hai baaki,
Aur aapne abhi se YAAD karna chhod diya
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aek thaka hua ansoo
|
Taptey sehraa main karaktey dhoop main
Main nikal parey tujhey dhondhney ko
Per marey hath kya ayea
Sadion ke tanhaye aur
Aek thaka hua ansoo |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aise umeed na kiya karo
|
Hawa main diya lagakar na bujhne ki umeed mat kiya karo
Bujh jayegi diya sahi jagha ki talash kiya karo
Bina bataye, bina jataye koi maan ki dard jane
Aise umeed na kiya karo
Khud talasho vaise humdard ko
Kisi aash pe na baitha karo. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Apnay pyaar per naaz hota hai
|
Har dharkan mein ek raaz hota hai,
Baat ko batane ka ek andaaz hota hai,
Jab tak thokar na lage bewafai ki,
Har kisi ko apnay pyaar per naaz hota hai.
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Apni hi cheez ko todkar
|
Kitni khushi milti hai tujhko, dil mera todkar
Lekin ye dil bhi to hai, teri hi amanat
Dekhein kab tak tu khush raheta hai
Apni hi cheez ko todkar.
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Aur jab pee gaye zeher to…
|
Nafrat thi humse to pyar kyon kiya?
Dena the zeher to ikraar kyon kiya?
Deke zeher ab kehte ho ke peena hi hoga,
Aur jab pee gaye,
To kehte ho ki ab jeena bhi hoga
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Badal gayi jindagi
|
Hamne bhi kabhi pyaar kiya tha,
Thoda nahi beshumar kiya tha,
Badal gayi jindagi tab,
Jab usne kaha arey pagal maine to mazak kiya tha. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Baharon ne saath chhoda
|
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,
Zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda,
Vaada kiya sitaron ne saath dene ka,
Subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda. |
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Bahut der se barbad kiya
|
Dil ki choton ne kabhi chain se rehne na diya,
Jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya,
Iska rona nahi kyo tumne kiya hai barbad,
Iska gam hai k bahut der se barbad kiya.
|
| Email this sms to your friends.......
|
|
|
Bas itna hi tha sath aapka mera
|
Har din woh aapki meri mulaqat,
Har roz hasna ruthna aapka,
Gaye woh din milne ke aapko,
Gaye woh din manane hasane k aapko,
Bas itna hi tha sath aapka mera,
Yahi soch ke haste apni kismat par
|
| Email this sms to your friends.......
|
|